Har chand sahara hai tere pyar ka dil ko : Nayyara Noor
February 25th, 2012 § Leave a Comment
har chand sahara hai tere pyar ka dil ko
rehta hai magar aik ajab khaf sa dil ko
woh khuaab k dekha na kabhi le ura neendain
woh dard k utha na kabhi kha gaya dil ko
yaan saans ka laina bhi guzar jana hai jee se
yaan marka e ishq bhi ik khel tha dil ko
woh aein to hairan woh jaein to pareshaan
yaa rab koi samjhaye yeh kya hogaya dil ko